Tuesday, May 20, 2008

MERI KAHANI - ATIF ASLAM



Chood Gaye Raste
Humrahi
Hungami Halat
Kaun Tha Kahan Gaya
Kinara
Meri Kahani
Rabaa Sacheya





Chood Gaye Raste


Chupke se aaye
Yaad Teri Yahan
Sirf mein janu
Jab woh darmiyan

Chupke se aaye
Yaad Teri Yahan
Sirf mein janu
Jab woh darmiyan

Hawa tum,Nasha Tum
Meri Rahaton ka pata tum
Meray aibon ko jo dhak day
Woh pak si rida tum

Kyon Chod Gaye Raste
Kabhi saath chalay thay jin pe

Kab tak bharon
Khud mein junoon
Tum na mila to kaisay sahonn
Apni wafa pe hai tou yakeen
Tum saath na do to kya mein
Karoon

[Kyun chood gaye raste
Kabhi saath chale the jinpe]2


Yeh galiyon ki saazish hai
Ki aap aaye na
Yeh meri guzarish hai ki
AAye to jayen na



top

Humrahi


Kuch nahi mangu bas
hai mera ek sapna
Duniya se kya lena dena
Bas chahiye ek apna

Ho dharkan ,khwaish barish
boondein aur ho koi apna
Us say mil ke mausam

Badlein aur lgaye sab apna
Mein kahan aur meray khayal Kahan
Teri Yaad Hai per visaal kahan
Baat banti nahin bananey say
Reet hai yehi zamane say

Aab ke jo palat ke dekhon
sehmi si hain rahein
thanmay meray sapno ko
Khamoshi say bulayen

Dil say jo dua de
waisa hai mera humrahi
meethi si saza day aisa hai
mera humrahi

ho meri chahton ka sawal jahan
uske pyaar ki missal wahan

Baat banti nahi baanaey say

Reet hai yehi zamane say

Aab ke jo palat ke dekhon
sehmi si hain rahein
thamay meray sapno ko
Khamoshi say bulayen

Dil say jo dua de
waisa hai mera humrahi
meethi si saza day aisa hai
mera humrahi

Ho dharkan ,khwaish barish
boondein aur ho koi apna
Us say mil ke mausam


Ho dharkan ,khwaish barish
boondein aur ho koi apna
Us say mil ke mausam



top

Hungami Halat


Ghar se mein nikla hua
jana baygani zameen
Sab ko nashitain milien
Safar yun chalta raha
APna hai kaun Yahan
Sab ko hai apni padhi
Mein hi bechara raha
Koi na manzil meri

Hangami Haalat 3

Kaisa zamana hai yeh
Daulat he sab kuch bani
Jhagra Kisi Baat ka
Taaqat hai bas yeh meri
bhoolay hain saab hashr ko
Bitah di soch ki ghari
duniya hai us ko milli
Us say nazar jis ki phiri

Hangami Haalat 3

Kab Tak Samaition ga
Kab talak behlaon ga
Dil ki mein jyot ko
kaise jalaonga
Kis ka hai saath yaahan
Kaun zakahm bharay
Yeh Josh hai yun Rawan
Tum jo gar sang chalo

Hangami Haalat 3



top

Kaun Tha Kahan Gaya


Ik andheri si raat
Aur kuch kadmoon ki chhap
Alam ki thi Pyaari Baat
Jaise Andhekhi sa ghaat
Kaun tha kahan gaya
Mujhe mila armaan jage

Soya Mera Naseeb

la la laaa laaaalaaa

Dhalta Sooraj Dheke
Aur Hawa chuke Guzre
Jalwa Woh Nayab tha
Asal tha Yake Khwab tha

[Kaun tha kahan gaya
Mujhe mila armaan jage
Soya Mera Naseeb 2]

Kuch bhi jo accha lage
Aur milay bhi
Zaroori to nahi
Sach hai per
hai Ajeeb

la la laaa laaaalaaa



top

Kinara


Do pal ka yeh jeevaan hai
Kaisi yahan jeena seekhon
Dhundhla sa yeh manzar hai
Sehmi si khamoshi hai

Yeh meri Zindagi 2
Bas ek khwab hai

Yeh meri bandagi
Haan Ek raaz hai

Kaise baton kis ko sunaon
Hal apne dil ka
Kaise bataoun

In raston pe ane wale
Sab Karte hai kyun kinara
In aahaton pe basne walon se
Pooche Kaun Hamara

Hum Jiye ja rahe hain
Gum piye ja rahe hain
Hum Jiye ja rahe hain
Gum piye ja rahe hain

o ho ho ho Hum Jiye ja rahe hain
Gum piye ja rahe hain



top

Meri Kahani


Jhola Jhulaye Yeh Panghat
Nadiya Kinare Yeh Aangan
Neendiya To Aana Hawa Ke Sang
Mujhko Bhi Tu Dikhana Apne Rang
Suno Mere Dil Jani Yeh Kahani Mani

Ek Din Mere Sang Yeh Jahan Tha
Mera Kuch Or Tera Hi Arman
Jane Dil Main Kya Kuch Yeh Basa Tha
Yeh Meri Hai Kahani
Yeh Meri Kahani

Jhola Jhulaye Yeh Panghat
Nadiya Kinare Yeh Aangan
Neendiya To Aana Hawa Ke Sang
Mujhko Bhi Tu Dikhana Apne Rang
Tera Mera Galiyoon Main Yun Phirna
Phirte Phirte Raat Ko Yun Thakna
Thak Ke Nani Ki Godi Main Sona
Pariyoon K Desh Ja Ke Nahaana
Yeh Meri Hai Kahani
Yeh Meri Kahani

Koi Fikar Thi Na Koi Bahana
Muthi Main Tha Jaise Yeh Zamana
Kachi Zuban Main Wo Geet Gana
Naye Khilone Sab Ko Dikhana
Man Liya Zindagi Se Zyda
Chin Gaya Woh Jisne Kya Wada
Kaun Laye Woh Pal Jo Suhane
Beete The Jo Woh Guzre Zamane
Yeh Meri Hai Kahani
Yeh Meri Kahaniiiiiiiiiii
La La La ......Lal Lalaaa



top

Rabaa Sacheya


Rabba sacheya toun tay akhiya si
Jao bandhaya jug da shah ai toun
Kaday saar vi laye rab sohinya
Teray shah naal ki ki kitiyaan
Kitay dhandli maal patwaar
lyricsmasti.com
Kitay dhouns police sarkar

Mnu shahi nai chahidi
o rab sohniya
Min ta izzat da tukkar mandga haan
Kayee sassiyaan thalaan which ruliyaan.

Kayee ranjhay joge jogay

Rabba sacheya

OoO Sabar day jo teray nairday kar de
Meray gunaan day haray wairday
har de

Rabba sacheya toun tay akhiya si
Jao bandhaya jug da shah ai toun
Kaday saar vi laye rab sohinya
Teray shah naal ki ki kitiyaan
Kitay dhandli maal patwaar










0 comments: